Aaj tak Doob Kar Wapis Nahi Louta Koi,
Kinta gahara teri aankhon ka samandra hoga.
Gav mei jo rishte ka dam bharte thai,
Toot gaya sare jab wo shahar men mila.
मंगलवार, 17 जुलाई 2012
Muktak-zindgi ke maaine hi badal gaye
zindgi ke maaine hi badal gaye|
qanoono-qaaide hi badal gaye|
waqt ke saath nahi,n chala jo "Chandan",
unke apne aaine hi badal gaye||
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें